Manane ki best shayari and status with picture for Facebook Instagram and whatsapp

Meri jaan ab maan bhi jao na...
Mera kehna ab maan bhi lo na,
Kiyo satati ho roz-roz yun mujhko,
Mere banhon mein aake mujhe mana bhi jao na.
💋💋💋Maan bhi jao na Babu💋💋💋


Tumhen to pata hoga...
Tumse kitna pyar hai hame,
Ish liye to tumhen mein apne,
Jaan se bhi jada pyar karte hain babau.
💋💋💋Maan bhi jao na Babu💋💋💋

Ruthi matt raho mujhse aise tum...
Maan bhi jao na mere babu tum,
Kiyo tadpati ho mujhe khud ko,
Naraz karke yun tum babu.
💋💋💋Maan bhi jao na Babu💋💋💋

Aaz se tumhen ek pal ke liye...
Na door karunga khud se,
Jab bhi tum bolo gi door hone ko,
To mein khud duniya se door kar lunga babu.
💋💋💋Maan bhi jao na Babu💋💋💋

Tumhare bina ek pal bhi...
Jina nahi aata hai babu,
Tumhen ek pal na dekh,
To dil bechain ho jata hai babu.
💋💋💋Maan bhi jao na Babu💋💋💋

Tumhen dekhta hun to...
Na jane kya hone lagta hai,
Doobne lagta hun tum mein,
Aur fir khudk ko sambhalna nahi aata hai.
💋💋💋Maan bhi jao na Babu💋💋💋

Tumhari surat dekhke...
Na jaane sabkuch bhul jata hun,
Rakh na pata hun khud pe control,
Khud tumhare hawale kar deta hun babu.
💋💋💋Maan bhi jao na Babu💋💋💋

Post a Comment

0 Comments